Thursday, February 21, 2008

mausam...

yun tho ek arzaa ho gaye
unse bichde huye,
par ab jaake jaana hain
pyaar ko chupaane ki sazaa kya hain...

yaadon ki waadiyon mein
hariyaali ka ek zarra bhi nahin,
aur ab jaake samjha hain
mausamon ki rootne ki wajah kya hain...

No comments: