Friday, February 22, 2008

ikraar....

dil ke kisi kone mein
saari duniya se jise chupaake rakhaa
karne aaya tha unse
ikraar usi mohabbat ka ,

magar har baar ki tarah aaj bhi
woh hanstee rahi
aur main dekhtaa rahaa.......

No comments: