Friday, February 22, 2008

aansoo..

meri aankhon mein
anjaane mein kabhi jo jhalkhti hain
woh aansoo yaad dilaate hain ki
maine kuch khoya hain...
woh aansoo shaayad mere pyaar ki
aakhri nishaani hain.....